Best Love Shayari 2 Line
The Emotional Love Shayari 2 Line in Urdu & English it feels like our hearts are full but words just wont come. Especially when it’s about love something so dep so personal. We have all been there wanting to say something meaningful but not knowing how. That is why line love shayari 2 line can feel like amezing. In just a few simple words it captures emotions we struggle to express ourselves. Whether it’s joy longing or heartbreak these short couplets say what we feel but can’t always explain. In this post, you’ll find love shayari 2 line in Urdu and English that speaks directly to the heart because sometimes, two lines really are enough.
جو باتیں پی گیا تھا میں
وہ باتیں کھا گئ مجھ کو
The words I never spoke ended up destroying me inside.
میرے لفظ چرانے والے
میرا درد کہاں سے لاؤ گے
You may steal my words, but not the pain behind them.
شکوہ کروں کیا تیری بیوفائی کی زید
نام کافی ہے تیرا بیانے داستان
Your name alone tells the story of betrayal—I need not say more.
“تنہایاں عروج پر ہوں🥀
تو دلاسے زہر لگتے ہیں جاناں💔”
When loneliness peaks, even comfort feels like poison.
“پتا ہے مجھے با رش کیوں پسند ہے
یہ برستی ہے اداس لوگوں کی طرح۔”
I love the rain because it cries like sad souls.
“ہمیں جلدی بچھڑنا پڑ گیا تھا🍂
ہمارے پاس باتوں کی کمی تھی🖤🙂”
We parted early—our words had not yet finished.
ٹوٹ کے چاہا گیا جس کو
وہی سب سے پہلے بےوفا نکلا
The one I loved most was the first to betray me.
“اپنا معیار بلند کیجئے 👑
ہم اچھے لگیں گے آپ کو🔥”
Raise your standards—you’ll find me worthy.
“مدعی لاکھ برا چاہے تو کیا ہوتا ہے😇
وہی ہوتا ہے جو منظور خدا ہوتا ہے👑”
No matter how many hate you, only God’s will prevails.
“جو ہر کسی پہ مر جائے.🍀🌸
وہ مر ہی جائے تو اچھا ہے”!❤✌
One who falls for everyone—better they just fall for none.
Friendship Shayari
“خُدا کا خوف کر۔۔ تو ہر گلہ تجھ سے ہو جائے گا۔
وہ رنج سہی۔ پھر بھی یار اپنا ہے
Fear God and you’ll forgive—he’s flawed, but still my friend.
“کوئی لاڈلے سجن وی ہوندے نے،
جیڑے روز مناونے پیندے نے🍃♥️”
Some dear ones always get angry—so we must always win them back.
Best Love Shayari 2 Line in English
Aaj tumhare labon ki niyyat kar ke,
Ek khoobsurat gulaab chooma hum ne.
Mohabbat ko ek phool ki tarah chumna bayan kiya gaya hai.
Tujhe kaun jaanta tha meri dosti se pehle?
Tera husn kuch bhi nahi tha meri shayari se pehle.
Dosti aur shayari ne husn ko pehchaan di.
Mil gaye the ek bar us ke jo mery lab se lab,
Umar bhar honton pe apne zubaan phera kiye.
Ek lamha saari zindagi mein utar gaya.
Yeh aaina kya dega tumhein tumhari shakhsiyat ki khabar?
Kabhi meri ankhon se dekho kitne lajawab hoo tum.
Husn wohi hai jo aashiq ki nazar mein ho.
Laa sha’ooree tor par mujhko mohabbat ho gayi,
Rafta rafta ek larki meri zindagi ho gayi.
Mohabat anjane mein shuru hui lekin sab kuch ban gayi.
Main tab bhi jhuk ke baandh dunga tumhare pairon mein payal,
Haan is umr mein bhi, jab mere ghutnon mein dard hoga.
Sachchi mohabbat kabhi budhi nahi hoti.
Raazon ki tarah utro mere dil mein kisi raat,
Dastak py mere hath ki khul jao kisi din.
Mohabbat raaz banke dil mein utar jaye.
Dekh li teri imaandari ae dil,
Tu mera, aur tujhe fikr kisi aur ki.
Apne hi dil ki bewafai ka shikwa.
Dhony se bhi jati nahi is hath ki khushbo,
Hum hath chuda kar bhi chudane mein lage hain.
Touch ya yaadein kabhi puri tarah nahi jaati.
Chehre pe mere zulf ko phailaao kisi din,
Kya roz garajte ho, baras jaao kisi din.
Nazuk muhabbat ki fariyaad.
Pedon ki tarah husn ki baarish mein naha loon,
Badal ki tarah jhom ke ghar aao kisi din.
Husn aur mohabbat ko tabee’at se milaya gaya hai.
Mere saath tum ek baar yeh tay kar lo,
Mere ho jao ya mujhe apna kar lo.
Sidha aur sachcha izhaar-e-mohabbat.
Tanha ho ke bhi hum tanha nahi hote,
Uski yaadein aisi wafa kar rahi hain.
Yaadein kabhi akela nahi chhordti.
Mere dil ke angan mein jab se tum ayi ho
Jaise kisi veeraan maikade mein saagar aayi ho.
Tum ne dil ko roshan kar diya
Dheeme suron mein koi madhur geet chhediye,
Thehri hui hawaon mein jaadoo bikhairiye.
Mohabbat ka geet aur jadoo bharpoor hai.
Ek muddat se teri yaad bhi aayi na humein,
Or hum bhol gaye hon tujhe, aisa bhi nahi.
Khamoshi bhoolne ka saboot nahi.
Main jab so jaun in ankhon per apne hont rakh dyna,
Yaqeen aa jayega palkon tale bhi dil dhadakta hai
Neen mein bhi mohabbat mehsoos hoti hai.
Tumhare sheher ka mausam bada suhaana lage,
Main ek shaam chura loon agar bura na lage.
Jahan mehboob ho, wahan sab khoobsurat lagta hai.
Ishq per zor nahi hy yeh woh atish Ghalib
Jo lagaye na lage, aur bujhaaye na bane.
Ishq be-ikhtiyaar jazba hai.
ghazal Love Shayari 2 Line
Main to ghazal suna ke akela khara raha,
Sab apne apne chahne walon mein kho gaye.
Shaayar ki tanhaai ka dard.
Ek rat woh gaya tha jahan bat rokh ke,
Ab tak ruka hua hoon wahi raat rokh ke.
Adhoori mulaqat zindagi bhar ka intezaar ban gayi.
Ishq ne Ghalib nikamma kar diya,
Warna hum bhi aadmi the kaam ke.
Mohabbat ne duniya se kaat diya.
Ujaale apni yaadon ke humare saath rehne do,
Na jane kis gali mein zindage ki sham ho jayee.
Yaadon ka saath akhir tak chahiye.
Sila wafa ka bewafai,
Mohabbat ro ro ke muskurati rahi.
Mohabbat ne dard mein bhi muskurahat nahi chhodi.
Emotional Love Shayari 2 Line in Urdu English
Hum hi aap ka muqaddar the jise aap ne thukra diya.
Asli pachtawa tab hota hai jab sacha pyaar chhoda jaye.
Woh kabhi laut kar chala aaye,
Yeh main ab farz bhi nahi karta.
Ummeed poori tarah toot chuki hai.
Muddaton baad mil kar zakham hara kar gaya,
Phir wohi umeed jaga kar chala gaya.
Purane zakhm phir se taza ho gaye.
Gila karte hain na badgumaan hote hain,
Un se jo aap ka jahaan hote hain.
Asli mohabbat mein shak nahi hota.
Aap! Hamari khushi, hamara jahaan,
Aap ko soche bina guzaara kahaan.
Mehboob hi har khushi ki wajah hai.
Aaghosh se sanjhan ke hum ko kya kinaar?
Maarunga us raqeeb ko chhadiyon se god god.
Mohabbat mein kisi teesre ki jagah nahi.
Woh aankh hi aankh kahaan thahri,
Jo na tarse aap ke deedaar ko.
Ankhein sirf mehboob ko hi chahti hain.
Havi woh ho gaya hai yun meri zaat py
Jaise ke apne rang mein mujhe rang liya ho.
Mehboob poori tarah rooh mein sama gaya.
Mila tha koi… aur phir bichhad gaya,
Ek lamha aaya tha… aur phir guzar gaya.
Kuch mulaqaten sirf pal bhar ki hoti hain.
Hum na samjhe un ke sheher ke usool,
Dil lagane ki saza milti hai dil lagane ke baad.
Mohabbat karne ke baad dard milta hai.
Dil se dil tak jo raasta jaata hai,
Humein usi raaste pe chalna aata hai.
Hum mohabbat ke raaste ke musafir hain.
Agar talaash karoon koi mil hi jaayega,
Magar tumhari tarah kaun mujh se pyaar karega?
Tum jaisa pyaar koi aur nahi de sakta.
Falak pe jaise shafaq ki surkhi ubhar aaye,
Us ke rukhsar se jo tapke mere dil mein utar aaye.
Mehboob ka husn asmani rangon jaisa hai.
Main khas phol hon rang bhi khas rakhti hoon,
Apni zaat pe tanhaayi ka libaas rakhti hoon.
Tanhaayi ko bhi apna shanaakht bana liya hai.