Mirza Ghalib Love shayari
Mirza Ghalib is greate poet and they came revolution in poetry and his Love shayari helps many readers express their deepest emotions through beautiful and meaningful words. His shayari and ghazals are especially love poetry enthusiasts who enjoy thoughtful and emotional writing. You can explore the best Ghalib poetry like a Mirza Ghalib Ghazal Nazm, Poetry and also Sad Poetry with images, and easily share them with friends and family.And Mirza Ghalib many books have been written on poetry, showing how deeply his work connects with people. Whether you promote Urdu or English, you can find Mirza Ghalib’s poetry in different categories to match your mood and taste.

Hum ko maloom hai jannat ki haqeeqat lekin
Dil Ke khusSh rakhne ko Ghalib Yeh khaYaal acHha hai
Ishq ne Ghalib nikamma kar diya
Warna hum bhi aadmi the kaam ke
Mauzuaat: Ishq aur 4 mazeed
Poochte hain woh ke Ghalib kaun hai
Koi batlaao ke hum batlaayen kya
Us saadgi pe kaun na mar jaaye ae Khuda
Larte hain aur haath mein talwar bhi nahi
Mauzuaat: Ada aur 2 mazeed
Hum ne maana ke taghafful na karoge lekin
Khaak ho jaayenge hum tum ko khabar hote tak
Mauzuaat: Taghafful aur 1 mazeed
Hain aur bhi duniya mein sukhanwar bohot achhe
Kehte hain ke Ghalib ka hai andaaz-e-bayaan aur
Mauzua: Ta’lee
Bekhudi be sabab nahi Ghalib
Kuch to hai jis ki parda-daari hai
Mauzuaat: Bekhudi aur 3 mazeed
RaGon mEin Daur te phirne ke hum nahi Qaail
JaB anKh hi sy na taPka to Phir Lahu kyA hai
KI Mery Qatl ke Bad Us ne jaFa se taUba
Haye us zood pashemaan ka pashemaan hona
Mauzuaat: Jafa aur 3 mazeed
HaZaaron KhwaHiShein aisi ky Her KhwaHish pe dAm nikly
Bohat nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
Mauzuaat: Aarzu aur 6 mazeed
IShq per zor nahi hay yeh Woh aAtish GhaliB
Ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
Mauzuaat: Ishq aur 4 mazeed
Je dhondhta hai phir wohe fursat ke raat din
Baithe rahein tasawwur-e-jaanaan kiye hue
Mauzuaat: Tasawwur aur 2 mazeed
Woh aye ghar mein hamary Khuda ki qudrat hai
Kabhi hum un ko, kabhi apne ghar ko dekhte hain
Mauzuaat: Istiqbaal aur 2 mazeed
Tery waady per jiye hum to yeh jaan jhooth jaana
Ky khushi se mar na jaaty agar aitbaar hota
read more love shayari and Self Motivation Quotes…